Arabic Self-Study Group
Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

MASHQ NO:4

2 posters

Go down

MASHQ NO:4 Empty MASHQ NO:4

Post  Naba Mon Jul 16, 2012 4:46 am

URDU ME TARJUMA KARO:
1)AL-muallim-us-salihu
ustad nek hai

2)Al-mualimatan-nis-salihatani
do ustad nek hai(muannas)
3)Al-muallimun-as-salihuna
ustad nek hai(jama,muzakar)
4)muallimatun mujtahidatun
ustad mehanti hai(jama,muannas)
5)al-lailat-ul-muzlimatu
Raat andheri hai.
6)qamrun muneerun
Ek roshan karne wala chand
7)ashshamsu-ul-muneeratu
suraj raoshan karne wala hai.
8)al-inan-ni-limatani
don't know
9)assanat-ul-maziyatu
gushishta saal.
10)ashshaharul jari
mahina jari hai.
11)alanharul jariyatu
behne wali nadi.
12)haratun-nazeefatun
saaf suthre muhalle.
13)khaiyyatatun kaslanatun
darzi thaki hui hai.(muannas)
14)al-ibnatanil-laibatani
ladkiya khelti hai.(do ladkiyan)
15)ibnatani taibatani
do ladkiyan thaki hain.
16)rajulani-zalani
do nakhush mard.
17)assinunal atiyatu
nishaniyan ssalo(years) ki
18)alhaivanatus-sagiratu
haivanat chote hai
19)annajarunal-kaslanuna wa-al khadimunal mujtaheeduna'
mard thake hue hain aur naukar mehanti hai(jama,muzakar)
20)zaidun-iz-zualani
zaid nakhush hai
21)amarunil-masutu
Amar khushdil hai
22)ayatun baiyyinatun
khuli(zahir) nishanyan.
23)Khushubun musansdatun
sahara lagaye lakadiya.



RAMADAN MUBARAK TO ALL

Naba

Posts : 17
Join date : 2012-05-29

Back to top Go down

MASHQ NO:4 Empty Re: MASHQ NO:4

Post  Seekeress@0 Thu Jul 26, 2012 10:59 pm

Assalamu Alaikum wa rahmatULLAHI wa barakatuHU,

1) naik ustaad

2) do naik ustaaniyyaan

3) (bohat saaray-3 ya 3 say ziyada) naik ustaad

4) (bohat saari-3 ya 3 say ziyada) mehenti ustaaniyyaan

5) andheri raat

6) aik roshni kernay waala/roshan chaand

7) roshni kernay waala/roshan sooraj

Cool do chamknay waali/chamakdaar aankhain

10) mahina jo abhi guzar/chal raha hai

11) behti nadiyaan/nehrain

13) aik sust darzan

14) do khailti hui/khailnay waali larkiyan

15) do thaki hui larkiyan

17) aanay waalay/aainda saal( bohat saaray- 3 ya 3 say ziyada)

18) chotay jaanwer

19) (bohat saaray-3 ya 3 say ziyada) sust barrhai aur (bohat saaray-3 ya 3 say ziyada) mehenti nokar

20) nakhush Zaid

21) khushdil Amr

23) sahara lagayi hui lakray...khushub basically means big logs of wood and not just wooden sticks, thats why, the word "lakray" will be more appropriate here.

And Allah Ta'ala Knows Best!

JazakumULLAH Khair,
Wassalam ma'al-ikram



Seekeress@0

Posts : 21
Join date : 2012-05-26

Back to top Go down

Back to top

- Similar topics

 
Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum